Jaun Elia Sad Poetry in Urdu?
Hello Friends..? Welcome Karta Hun Ap ko Sad Poetry Blog Mein. Jahan Hum Ap Ke Liye Lathe Hain Urdu Shayari Ki Dunia Se Khubsurat Ashar, Dil Nasheen Ghazlein Aur Bemisal Nazmo Ka Khazana. Aj Ke Hamare Article Mein Hum Bat Kareinge “Jaun Elia Sad Poetry in Urdu” Par Toh Shuru Karte Hain.
Jaun Elia Sad Poetry in Urdu
یہ میری انا کی ہے موت، سنو
مجھے تم سے پیار تھا، ہے اور رہے گا
yeh meri ana ki hai mout, suno
mujhe tum se pyar tha, hai aur rahe ga
کتنی دلکش ہو تم، کتنا دلجو ہوں میں
کیا ستم ہے کہ ہم لوگ مر جائیں گے
kitni dilkash ho tum, kitna Dil jo hun main
kya sitam hai ke hum log mar jayeinge
اب نہ میں ہوں، نہ باقی ہیں زمانے میرے
پھر بھی مشہور ہیں شہر میں افسانے میرے
ab na mein hun, na baqi hain zamane mere
phir bhi mashoor hain shehar mein afsane mere
یاد کی لو بڑھا رہا ہوں میں
دل کو اب تک جلا رہا ہوں میں
yad ki lo barha raha hun mein
dil ko ab tak jala raha hun mein
زندگی کس طرح بسر ہوگی
دل نہیں لگ رہا محبت میں
zindagi kis tarha basar hogi
dil nahi lag raha mohabbat mein
میں بھی بہت عجیب ہوں، اتنا عجیب ہوں کہ بس
خود کو تباہ کر لیا اور ملال بھی نہیں
mein bhi ajeeb hun, itna ajeeb hun ke bas
khud ko taba kar liya aur malal bhi nahi
کیا ستم ہے کہ اب تری صورت
غور کرنے پہ یاد آتی ہے
kya sitam hai ke ab teri surat
ghor karne pe yad ati hai
یاد تم یاد ہو، خیال تمہارا خیال
کتنی شدت سے دل کی خواہش ہو تم
yad tum ho, khayal tumhara Khayal
kitni shiddatse se dil ki khuwahish ho tum
چند لمحے جو میرے پاس تھے کل
اب وہ بھی عمر بھر کا غم ہو گئے ہیں
chand lamhe jo mere pas the kal
ab woh bhi umar ka gham hogaye hain
دشمنوں کی نگاہ کا ڈر کیا
دوستوں نے جو وار کرنا تھا
Dushmano ki nigah ka dar kya
doston ne jo war karna tha
ہم سے کیا ہو سکا محبت میں
خیر تم نے تو بے وفائی کی
hum se kya ho saka mohabbat mein
kher tum ne bewafai ki
ہم غم زدہ ہیں لائیں کہاں سے خوشی کے گیت
دیں گے وہی جو پائیں گے اس زندگی سے ہم
hum gham zada hain layein kaha se khushi ke geet
dein ge wahi jo payein ge is zindagi se hum
اب کے بچھڑے تو شاید کبھی خوابوں میں ملیں
جس طرح سوکھے ہوئے پھول کتابوں میں ملیں
ab ke bichrre toh shayad kabhi khwabon mein milein
jis tarha sokhe huwe phool kitabon mein milein
مجھ کو شکستِ دل کا مزہ یاد آگیا
تم کیوں اُداس ہو گئے، کیا یاد آگیا
mujh ko shikast-e-dil ka maza yad agaya
tum Q udaas hogaye, kya yad agaya
دل، کچھ اس طرح سے ٹوٹا
پہلوں میں چور چور ہوں میں
dil, kuch is tarha se tota
Pholon mein Chur chur hun main
یہ مجھے چین کیوں نہیں پڑتا
ایک ہی شخص تھا جہان میں کیا
yeh mujhe chain q nahi parta
ek hi shakss tha jahan mein kya
کون اس گھر کی دیکھ بھال کرے
روز اک چیز ٹوٹ جاتی ہے
kon is ghar ki dekh bal kare
roz ek cheez tot jati hai
میں بھی بہت عجیب ہوں، اتنا عجیب ہوں کہ بس
خود کو تباہ کر لیا اور ملال بھی نہیں
mein bhi bohot ajeeb hun, itna ajeeb hun ke bas
khud ko taba kar liya aur malal bhi nahi
حال دل ہم بھی سناتے، لیکن
جب وہ رخصت ہوا تب یاد آیا
hal hum bhi sunate, Lekin
jab woh rukhsat huwa tab yad aya
میں کہ صحرا کی خزاں ہوں، مرے
سارے موسم اجڑ گئے ہیں
mein ke sehra ki khazan hun, mare
sare mosan ujar gaye hain
کتنی دلکش ہو تم، کتنا دلجو ہوں میں
کیا ستم ہے کہ ہم لوگ مر جائیں گے
kitni dilkash ho tum, kitna diljoh hun mein
kya sitam hai ke hum log mar jayein ge
کیا بتائیں، ہم کتنے اکیلے ہیں
ہر شخص سے بس یہی گلہ ہے
kya batain, hum kitne akele hain
har shakss se bus yahi gila hai
اب نہ میں ہوں، نہ باقی ہیں زمانے میرے
پھر بھی مشہور ہیں شہر میں افسانے میرے
ab na mein hun, na baqi han zamane mere
phir bhi mashoor hain shaher mein afsane mere
چپ رہو، یارو، غم کی حکایت مت کرو
دل کا حال تو وہی جانے، جس پہ گزرتی ہے
chup raho, yaroo, gham ki hakayat karo
dil ka hal toh wahi jane, jis pe guzarti hai
اب یاد نئیں ہے، کہ کس بات پہ روئے تھے
پر یہ یاد ہے کہ بہت دیر تلک روتے رہے
ab yad nahi hai, kis bat pe roe the
par ye yad hai ke bohat der talak rote rahe
Also Read: Love Poetry in Urdu – Latest 2 Line Sher O Shayari
Jaun Elia Sad Poetry in Urdu? Umeed Hai Ke Ap Ko Yeh Sher o Shayari Pasand Ayi Hogi Aur Ap Ko Nai Shayari Se Lutfandoz Hone Ka Moqa Mila Hoga. Agar Ap Ke Pass Koi Sawalat Ya Tajawez Hain Toh Barahe Karam Nichee Diye Gaye Comment Section Mein Zaroor Bataien. Hamara Blog Ko Follow Karein Aur Hamare Sath Rahein Take Sad Poetry Ke Blog Mein Ap Ko Mazeed Khubsurat Aur Dilchasp 2 Line Sher o Shayari Mil Sake Shukria. Jaun Elia Sad Poetry in Urdu