Hello Friends..? Welcome Karta Hun Ap ko Sad Poetry Blog Mein. Jahan Hum Ap Ke Liye Lathe Hain Urdu Shayari Ki Dunia Se Khubsurat Ashar, Dil Nasheen Ghazlein Aur Bemisal Nazmo Ka Khazana. Aj Ke Hamare Article Mein Hum Bat Kareinge “Khalil Ur Rehman Qamar Poetry” Par Toh Shuru Karte Hain.
Khalil Ur Rehman Qamar Poetry:
تمہیں کیا لگتا ہے کہ ہم عورتیں مردوں کی طرح بے وفا ہو سکتے ہیں؟
عورتیں جب دل سے کسی کو چاہتی ہیں، تو اس کی موت کے بعد بھی اس کا ساتھ نہیں چھوڑتیں۔
Tumhe Kya Lagta Hai Ke Hum Aurtein Mardon Ki Tarha Bewafa Ho sakte Hai?
Aurtien jab dil se kisi ko chahti hain toh is ki mout ke bad bhi is ka sath nahi chorti
محبت کرنے والے کبھی مرتے نہیں
وہ تو اپنی زندگی دوسروں میں بانٹ جاتے ہیں
Mohabbat karne wale kabi marte nahi
woh to apni zindagi dusro mein bant jate hain
ہم محبت میں ہر درد سہہ جاتے ہیں
تمہارے بغیر بھی جیتے ہیں اور مر جاتے ہیں
Hum Mohabbat mein har dard seh jate hain
tumhare bagher bhi jite aur marte hain
تم نے مجھ سے وفا نہیں کی، تو کیا ہوا؟
میرے دل نے تو تمہیں ہر پل چاہا ہے، یہی کافی ہے
Tum ne mujh se wafa nahi ki, toh kya hua?
mere dil ne toh tumhein har pal chaha hai, yahi kafi hai
محبت میں نہیں ہے فرق جینے اور مرنے کا
اسی کو دیکھ کر جیتے ہیں جس کافر پہ دم نکلے
mohabbat mein nahi hai fark jine aur marne ka
isi ko dekh kar jite hain jis kafar pe dam nikle
عورت کا دل سمندر کی طرح ہوتا ہے، جس کی گہرائی کو ناپنا مشکل ہے
اور اس کے جذبات ہوا کی طرح، جن کو کوئی قید نہیں کر سکتا
aurat ka dil samandar ki tarha hota hai, kis ki gehrai ko napna mushkil hai
aur is ke jazbat hawa ki tarha, jin ko koi qaid nahi kar sakta
محبت اگر بے انتہا ہو، تو درد بھی بے پناہ ہوتا ہے
اور اگر عشق میں شدت ہو، تو یادیں بھی ہمیشہ رہتی ہیں
Mohabbat agar hai toh be inteha ho, to dard bi be panah hota hai
aur agar ishq mein shaddat ho, toh yadein bhi hamesha rehti hain
تمہاری یادوں کے سائے میں ہم نے اپنی راتیں گزار دیں
اب ہمیں دنیا کی کسی خوشی کی ضرورت نہیں
Tumhari yadoin ke saye mein hum ne apni ratein guzar di
Ab humne dunia ki kisi khushi ki zarorat nahi
دل کے دریا کو کسی بند میں قید نہیں کیا جا سکتا
اور عشق کے جذبے کو کبھی ختم نہیں کیا جا سکتا
Dil ke drya ko kisi band mein qaid nahi kiya ja sakta
aur ishq ke jazbe ko kabhi khatam nahi kiya ja sakta
محبت کا یہ سلسلہ کب تک چلے گا؟
ہم تمہیں کب تک اپنے دل میں بسا کے رکھیں گے؟
Mohabbat ka yeh silsila kab tak chale ga?
hum tumhe kab tak apne dil mein basa ke rakhein gay
محبت وہ جذبہ ہے جو ہر درد کو مسکرا کر سہہ لے
اور ہر خوشی میں بھی آنسو بہا لے
Mohabbat woh jazba hai jo har dard ko muskura kar seh le
aur har khushi main bhi ansoo baha le
عورت کا دل نہ سمجھنے کی چیز ہے، نہ سمجھانے کی
یہ تو بس محسوس کرنے کی چیز ہے
Ausat ka dil na samajne ki chez hai, na samjane ki
Yeh toh Bus mehsoos karne ki chez hai
محبت کبھی مر نہیں سکتی، یہ تو ہر لمحہ جیتی ہے
دل کی دھڑکنوں میں، سانسوں کی سرگم میں
Mohabbat kabhi mar nahi sakti, yeh toh har lamha jinti hai
dil ki dharkano mein, sanso ki garmi main
تمہارے بغیر زندگی کا سفر کٹھن ہو گیا ہے
ہر لمحہ تمہاری یاد میں گزارنا مشکل ہو گیا ہے
Tumhare bagher zindagi ka safar kathen ho gaya hai
Har lamha tumhari yad mein guzarna muskil ho gaya hai
محبت کی پہلی شرط ہی وفا ہے
اور وفا کی پہلی شرط ہی محبت ہے
Mohabbat ki pehli shart hi wafa hai
aur wafa ki pehli shart hi mohabbat hai
دل کی باتیں دل میں رہ جاتی ہیں
اور محبت کی باتیں یاد بن کر جیت جاتی ہیں
Dil ki batein dil me reh jati hain
aur mohabbat ki batein yad ban ka jeet jati hain
محبت وہ درد ہے جو دل سے کبھی نہیں نکلتا
اور عشق وہ خوشبو ہے جو روح تک بس جاتی ہے
Mohabbat woh dard hai jo dil se kabhi nahi nikalta
aur ishq woh khushi hai jo roh tak bas jati hai
عورت جب محبت کرتی ہے تو اپنی تمام زندگی اس کے نام کر دیتی ہے
اور مرد جب محبت کرتا ہے تو بس چند لمحے محبت کا دعویٰ کرتا ہے
Aurtein jab mohabbat karti hain toh apni tamam zindagi is ke nam kar deti hai
aur mard jab mohabbat karta hai toh bus chan lamhe mohabbat ka dawa karta hai
محبت کے راستے پر چلنا آسان نہیں
یہ راستہ دل کے زخموں سے بھرا ہوا ہے
Mohabbat ke raste par chalna asan nahi
yeh rasta dil ke zakhmo se bhara huwa hai
تمہارے بغیر دنیا میں کوئی رنگ نہیں
تمہارے بغیر دل کا سکون نہیں
Tumhare bagher dunya mein koi rang nahi
tumhare bagher dil ka sakoon nahi
Also Read: Love Poetry in Urdu – Latest 2 Line Sher O Shayari
Khalil Ur Rehman Qamar Poetry? Umeed Hai Ke Ap Ko Yeh Sher o Shayari Pasand Ayi Hogi Aur Ap Ko Nai Shayari Se Lutfandoz Hone Ka Moqa Mila Hoga. Agar Ap Ke Pass Koi Sawalat Ya Tajawez Hain Toh Barahe Karam Nichee Diye Gaye Comment Section Mein Zaroor Bataien. Hamara Blog Ko Follow Karein Aur Hamare Sath Rahein Take Sad Poetry Ke Blog Mein Ap Ko Mazeed Khubsurat Aur Dilchasp 2 Line Sher o Shayari Mil Sake Shukria.